Wednesday, March 18, 2009

(motion) lagain

Flirt SMS / motion flirt

tumhare diay huy gham ki tumhain aisi saza mile,
tumko (motion) lagain aur tumko karne ki kahee jaga na mile..

Jinki yaad mai hum bimar

Flirt SMS / flirt ka tariqa

Puri botal na sahi,
Ek jaam to ho jaye,
Milna na sahi dua salam to ho jaye,
Jinki yaad mai hum bimar pade hai kam se kam
unhe bukhar na sahi,Zukam to ho jaye..

khuda ka shukar karo aur,

Flirt SMS / bakwas maat karo

aik bandar ka bacha apni maan say:
maa main itna badsurat kyon hoon

maa beta khuda ka shukar karo aur,
usay dheko jo message pardh raha hai

Gadhay kay sur per seengh nahi hotay:p

Flirt SMS / funny flirt

Kiya ap kay sir per seengh hain?
no r u sure?
plz check again.
no?

ok no problem waqie Gadhay kay sur per seengh nahi hotay:p

nahi pagal khanay banay…:D

Flirt SMS / smile flirt

Suraj bana tu badal banay,chand bana tu taray banay,husn bana tu deewanay banay.kuch tu hai baat aap mai.yun hee tu nahi pagal khanay banay…:D

Saala is kal-kal ke chakkar

Flirt SMS / flirt chatting

Bhikhari: Saab 1 rupaya de do.
Saheb: Kal aana.
Bhikhari: Saala is kal-kal ke chakkar mein is colony mein mere lakhon
rupaye fase huye hain.

sandil utaroo kia

Flirt SMS / flirty girl

Larka: aik larki ko cherte huwe kahta hai k jan-e-man is dil mai a jao.

Larki: sandil utaroo kia?????Larka:jan-e-man ye dil hai koi masjid nahi sandil pahan kar hi ajao.

yaad aate ho

Flirt SMS / flirt guy

Jab barish hoti hai, Tum yaad aate ho.
Jab kali ghata chaye, Tum yaad ate ho,

Jab bheegte hain tum yaad aate ho,
Bataoo Meri umbrella Kab wapis kro ge!

Phulon se khoobsurat

Flirt SMS / flirt sms

Phulon se khoobsurat koi nahi.
Sagar se gahara koi nahi.
Aab aapki kya tarif karu…
Dost me aap jaisa…
Nalayak koi nahi!

tumharey liye sub kuch chor du gi

Flirt SMS / flirty sms

Girl:mai tumharey liye sub kuch chor du gi
Boy: ma baap
Girl:Yes
Boy: khana penna
Girl: Yes
Boy: sari dunya
Girl: Yes
Boy:Star Plus
Girl: apna mou sambhal kar baat karo…!!!