Showing posts with label Flirt SMS. Show all posts
Showing posts with label Flirt SMS. Show all posts

Friday, March 20, 2009

simple c baat hai,

Flirt SMS / baby flirt

Log kehtay hain k khuda ne aapko badi fursat mein banaya hai….
“simple c baat hai, faltu kaam fursat mein hi to kiye jate hain”.

mobile is like women

Flirt SMS / women to her husband

A mobile is like women - Talks non-stop, costs a fortune, disturbs when u r busy and when u need them urgently they have no service.

bare zor kay sath,

Flirt SMS / urgent flirt

Log ishq kartay hain baray shor kay sath,
Humne bhi kia bare zor kay sath,
Lakin ab karain gay thoray ghor kay sath,
Kyunke kal usay dekha kisi aur kay sath.

kaminay ho ?

Flirt SMS / khubsurat flirt

Itna khubsurat kaise muskura lete ho.Itna qatil kaise sharma lete
ho.Kitni aasani se Jaan le lete ho.Kisi ne sikhaya hai ya bachpan se
hi kaminay ho ?

chand taray tor doon,

Flirt SMS / jhoot bolna

teray liye chand taray tor doon,
in hawaon ka rukh mor doon,
itna kafi hai ya do char jhoot aur bol doon.

1960s Girl:

Flirt SMS / ancient flirt

1960s Girl: Pehla pehla pyar hai, chai bahar hae, aja more sajna tera
intzar hy.
2004 Girl: dusra/teesra pyar hai. dil bekrar hai, aja morey sajna
varna chautha tayyar hai.

SMS karna chor dia

Flirt SMS / frequent flirt

Pather ki deewaar na tori
pyar bhara dil tor dia
ek rupee ki khatir
tumne SMS karna chor dia

cherte huwe kahta hai k jan-e-man is dil mai a jao

Flirt SMS / flirt sms

Larka: aik larki ko cherte huwe kahta hai k jan-e-man is dil mai a jao.

Larki: sandil utaroo kia?????Larka:jan-e-man ye dil hai koi masjid nahi sandil pahan kar hi ajao.

Nalayak koi nahi!

Flirt SMS / flirt

Phulon se khoobsurat koi nahi.
Sagar se gahara koi nahi.
Aab aapki kya tarif karu…
Dost me aap jaisa…
Nalayak koi nahi!

No where should I Hide???

Flirt SMS / Government of Pakistan

Government of Pakistan has
introduced a new rule…
Good looking people should be
thrown out of country!!!
U r safe..
oh! No where should I Hide???

U’r Attractive

Flirt SMS / funny flirty

A - U’r Attractive
B - U’r D Best
C - U’r Cute
D - U’r Dear 2 me
E - U’r Excellent
F - U’r Funny
G - U’r Gud Looking
H - He He He
I - I’m
J - Just
K - Kidding

Wednesday, March 18, 2009

(motion) lagain

Flirt SMS / motion flirt

tumhare diay huy gham ki tumhain aisi saza mile,
tumko (motion) lagain aur tumko karne ki kahee jaga na mile..

Jinki yaad mai hum bimar

Flirt SMS / flirt ka tariqa

Puri botal na sahi,
Ek jaam to ho jaye,
Milna na sahi dua salam to ho jaye,
Jinki yaad mai hum bimar pade hai kam se kam
unhe bukhar na sahi,Zukam to ho jaye..

khuda ka shukar karo aur,

Flirt SMS / bakwas maat karo

aik bandar ka bacha apni maan say:
maa main itna badsurat kyon hoon

maa beta khuda ka shukar karo aur,
usay dheko jo message pardh raha hai

Gadhay kay sur per seengh nahi hotay:p

Flirt SMS / funny flirt

Kiya ap kay sir per seengh hain?
no r u sure?
plz check again.
no?

ok no problem waqie Gadhay kay sur per seengh nahi hotay:p

nahi pagal khanay banay…:D

Flirt SMS / smile flirt

Suraj bana tu badal banay,chand bana tu taray banay,husn bana tu deewanay banay.kuch tu hai baat aap mai.yun hee tu nahi pagal khanay banay…:D

Saala is kal-kal ke chakkar

Flirt SMS / flirt chatting

Bhikhari: Saab 1 rupaya de do.
Saheb: Kal aana.
Bhikhari: Saala is kal-kal ke chakkar mein is colony mein mere lakhon
rupaye fase huye hain.

sandil utaroo kia

Flirt SMS / flirty girl

Larka: aik larki ko cherte huwe kahta hai k jan-e-man is dil mai a jao.

Larki: sandil utaroo kia?????Larka:jan-e-man ye dil hai koi masjid nahi sandil pahan kar hi ajao.

yaad aate ho

Flirt SMS / flirt guy

Jab barish hoti hai, Tum yaad aate ho.
Jab kali ghata chaye, Tum yaad ate ho,

Jab bheegte hain tum yaad aate ho,
Bataoo Meri umbrella Kab wapis kro ge!

Phulon se khoobsurat

Flirt SMS / flirt sms

Phulon se khoobsurat koi nahi.
Sagar se gahara koi nahi.
Aab aapki kya tarif karu…
Dost me aap jaisa…
Nalayak koi nahi!